Tuesday, December 22, 2015

   MILAD UN NABI KE BAARE ME AISI HAQEEQAT JISE JAAN KAR AAP HAIRAAN HO JAYENGE


                   MILAD UN NABI
⚠Kya Aap Jaante Hain Maulid Un Nabi Ki Shuruwaat Sabse Pehle Kisne Ki?

🔬🔦Hamare Pyaare Nabi-e-Kareem (sallallaahu alayhi wa sallam) Ka Mawlid (Janam Din) sabse Pehle Misr (Egypt) Ke FAATIMID SHI'A Ne San 361 Hijri Me Ijaad Kiya.
💡

🔬Al Mu’izz Li Dinillah Wo Pehla Shaks Tha Jisne Yeh Mawlid Ijaad Kiya.

🔦Usne 6 Janam Din (ko Manana) Ijaad Kiye.
😳

1. Nabi-e-Kareem (sallallaahu alayhi wa sallam) Ka Janam Din
2. Ali ibn Abi Talib Ka Janam Din
3. Faatimah al Zahraa Ka Janam Din
4. al Hasan Ka Janam Din
5. al Husayn Ka Janam Din
6. Aur Mawjooda Hukmara Ka Janam Din.

🔦TO SABSE PEHLE MILAD UN NABI KI IJAAD SHI’AO NE KI.😳

🔦SUNNIO KI TARAF SE SABSE PEHLE MILAD UN NABI MANANE WALE SHAKS THE - Umar Ibn Muhammad al Mulla, Jo Mawsil, Iraq Ke The.

🔬🔦Inka Dekh Kar Irbil (Jo Iraq Me Hai) Uske Sultan, Al Muzaffar Abu Saeed Kawkboori Ne Milad un Nabi Manana Shooru Kiya.

Al Muzaffar Abu Saeed Kawkboori ki wafaat 630 Hijri me hui.

🔬🔦To SHI’AO NE MILAD UN NABI KI IJAAD KI.💡💡💡

✳SUNNIYO NE AAP (SALLALLAAHU ALAYHI WA SALLAM) KE 500 SAAL BAAD MILAD UN NABI MANANA SHURU KIYA.

⚠⚠⚠
ZARA SOCHIYE AAP KISKI SUNNAT PAR AMAL KAR RAHE HAI?
😔

1 comment:

Note: Only a member of this blog may post a comment.