Tuesday, December 8, 2015

Merry Christmas Ki Haqeeqat...

  MERRY CHRISTMAS KI HAQIQAT  

 Question ...




 Merry Christmas Kehna Kaisa Hai?..
Is Ke Meaning Kya Hai...

Kya Hum Kisi Christian Ko
       🚫🚫Merry Christmas  🚫🚫
Keh Sakte Hai... ??

¤~~~¤¤¤~~~¤¤¤~~~¤¤¤~~~¤¤¤~¤¤¤~~~¤

 Answer:

 Merry Christmas ke Meaning Hai ke

   🚫ALLAH ko Beta Hua Hai Mubarak🚫

⛔⛔ Nouzubillah... ⛔⛔

Agar Hum Kisi Christian Friend Ko
**Merry Christmas **
Kehte Hain To Hume Pata Bhi Nahi chalega aur Hum Islam Se Be-Dakhal Ho Jayenge...

 Jabke Khud ALLAH Taala Surah Ikhlaas Mei Farmata Hain:

*****Aey Mehboob Aap Keh Dijiye Ke Wo ALLAH TALAH Ek Hai...

 ALLAH TALAH Beniyaaz hai...

Na Isse Koi Paida Hua Na Wo Kisi Se Paida Hua...
Aur Na Koi Iska Humsar Hai...

(Sureh Ikhlaas No.112)

 Hum Musalmaan Hai aur Musalmaan Hone ke Naate Na
Hume
***Merry Chrismas Kehna Chahiye***
 aur Na Hi....
***Happy New Year*** ...

 Nouzubillah Isa(Alayhis Salam) ko Christian ALLAH ka Beta
Maante Hai aur Unke Paida Hone ki Khushi Mein
Christmas Celebrate Karte Hai....

    So, plz plz plz as a Muslim Dont Say

   🚷🚷🚷Merry Christmas🚷🚷🚷


♥ALLAH TAALA TAMAM MUSALMANO KO DEEN KI SAMAJH ATA KAREY....
♥AAMEEN♥

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.